Sheikh: Arrey yaar aaj main ney ek aadmi ki jaan bachai
dost: woh kaisey ???
Sheikh: main ney ek fakir sey poochha, "agar hazaar ka note doon to kyaa kareyga", woh bola "khushi sey mar jaoonga ", main ney bola " jaa nahi deta ", is tarah main ney uski jaan bachai.
No comments:
Post a Comment