Soch raha hai Pakistan
Na koi dhanda na koi kaam,
Rishwat aam
Trafic Jam
Mohabbat kam nafrat aam,
Ameer karey araam,
Ghareeb karey kam tmaam,
Loot raha hai hr namak haram,
America ka bana ghulam,
Sari duniya main badnaam
Ye soch raha hai pakistan
bomb her shehr main aam
her cheez per barey daam,
36000 sona giraam
na chen na aram na deen na islaam,
hoga kia hamara injaam ?
Ye soch raha hai pakistan.
We have many categorized Short Messages / SMS for mobile messaging. You can send those messages to your friends and family. We have many categories like , funny, diwali messages, romatic, love and many more. When Father's day ?
Showing posts with label Text Messages. Show all posts
Showing posts with label Text Messages. Show all posts
Thursday, April 22, 2010
Friday, April 17, 2009
Mat zikar karo apni ADA
Mat zikar karo apni ADA k barey main,
Hum b bohat kuch jante hain WAFA k barey main,
Suna hai woh b Muhabbat ka shoq rakhne lage hain,
Jo Jante hi nahi WAFA k barey main.
Hum b bohat kuch jante hain WAFA k barey main,
Suna hai woh b Muhabbat ka shoq rakhne lage hain,
Jo Jante hi nahi WAFA k barey main.
Subscribe to:
Posts (Atom)
We have many categorized Short Messages / SMS for mobile messaging. You can send those messages to your friends and family. We have many categories like , funny , happy mother day , romatic, love and many more.