Aey Allah hamain tofeeq ata farmana k ramzan-ul-mubarik ka haq ada kr skain,
Aey Parwardegar is mah-e-muqadas main teri sahi R mukamal bandagi kr skainm,
Aey Allah hamara din rozey ki halat main guzrey na keh sir faqay ki,
Aey Allah Hamari ratain taire huzoor qayam main guzrain na k sonain main,
Aey Allah hum sub ko himmat ata farma k is mubarik mah main jahan tak mumkin ho sakey teri bandagi karey r lamha lamha teri ebadat & ghulami karain.
Ameen Ya Rab-ul-Alameen
No comments:
Post a Comment