3 Sheikh Picnic pey gaye wahan ja kr yad aya k pepsi to gher bhool gaye.
Decide kiya k sb se chota Sheikh ja kr pepsi ley ayega,
Chota Sheikh: Main is shart per jata hun k tum maire aney tak samosey nahi khaoge,
2no nain kaha theek hai, 1 din guzra, sheikh nai aya, 2 din guzre sheikh nai aya, teesray din unhon nain socha sb samose kha lainey chahiye, jaisey hi samosa uthaya chota sheikh darakht k pechay se nikal k bola : J inj krna wa tey main nai jaanta.
No comments:
Post a Comment