Aik sahib ki biwi ka inteqal ho gaya..
jab janaza lai kar janay lagay to rastay main aik khambay say janaza takra gaya............
Khambay say takkar lagnay say un ki biwi uth kar baith gai.........
aur mazeed 4 saal tak zinda rahi..........
4 saal baad un sahib ki biwi ka inteqal ho gaya
jab janaza lai kay janay lagay to woh sahib janazay kay aagay aagay chaltay jatay thay aur kahtay jatay thay....
"Bhaiyon Khamba bacha kay"
No comments:
Post a Comment