Mosam hai baarish ka aur yaad tumhari aati hai.
Baarish ka her aik qatry se awaz tumhari aati hai.
Badal jab Garajte hein dil ki dharkan barhti hai.
Aur dil ki her aik dharkan se awaz tumhari aati hai.
Jab taiz Hawaaein chalti hein to jaan hamari jati hai.
Mosam hai baarish ka aur yaad tumhari aati hai.
No comments:
Post a Comment