“Challenge” “Question Of 2009″
Ek “Aurat” Ek “Qabar” K Samney
Kharri ho Kr kehti Hai K Yeh “Qabar”
Thi To Meray “Baap” Ki Magar
Is Men Dafan Mera “Beta” Hai,
Ager Yeh “Zinda” Hota
To Mera “Shoher” Hota,
Ab Bataien Aurat Ka Qabar wale se kia rishta hai?
SOTELA BETA
ReplyDeleteReason
bilfarz aik admi he....A aur A ki bv he B, us ka aik beta he C, A ne dusri shadi ki D ke saath.
C, A ki pahli bv yani B ka beta he....aur D ka ab sotela beta ho gaya
A ki death ho jati he....aur ab C aur D apas main shadi karne wale thay aur kuchh dinon baad in ki shadi hone wali thi lakin shadi se pahle C ki bhi death ho gai aur shadi na ho saki.....
waze rahe aik jaga D ne aik qaber ki jaga apne father ke liye makhtaz ki thi lakin jab us ke husband ki death us ke father se pahle ho gai to D ne apne father ke liye li gai jaga main apne husband ke liye dedi.....